Saturday, November 12, 2011

साथ न आया
मेरे प्यार की दुनिया को कोई समझ न पाया ,
रोते थे जब तनहा कोई मेरे साथ न आया ,
मिटा दिया खुद को उनके लिए प्यार में ,
और वो कहते है की मुझे प्यार करना न आया ।

मेरे दिल में था ठिकाना उनका
मेरे दिल में था ठिकाना उनका ,
दो कदम भी उनसे आया न गया ,
मैं ने पूछा की क्यों तोडा वादा मेरा ?
वो हस कर बोले निभाया न गया ।

आसुवो को छिपाना पड़ा
रोशनी से हमें अपने दिल को जलाना पड़ा ,
दर्द सहकर भी हमें मुस्कुराना पड़ा ,
आप लोग हसते रहे ,
इस लिए हमें आसुवो को छिपाना पड़ा ।

अपने प्यार पर नाज़ होता है
हर धड़कन में एक राज़ होता है ,
बात को बताने का एक अंदाज़ होता है ,
जब तक ठोकर न लगे बेवफाई की ,
हर किसी को अपने प्यार पर नाज़ होता है .

हर मुलाकात का अंजाम जुदाई
जिंदगी जब भी तेरी बाँहों में लाती है हमें ,
ये जमीन चाँद से बेहतर नज़र आती है हमें ,
हर मुलाकात का अंजाम जुदाई क्यों है ,
आब तो हर वक़्त यही बात सताती है हमें .

Humein inkar karna na aaya
Hum ne chaha bhi to izhar karna na aaya
Kat gayi umar sari per humein pyar karna na aaya
Is ne mangi bhi to sirf judayi mangi
Aur humein inkar karna na aaya

Uska pyaar pana
Mushkil nahi hai ishq lagana,
Usse bhi aasan hai uska pyaar pana,
Phir bhi darte hai hum pyaar se,
Kyonki sab se mushkil hai usko bhual pana.

Kashish dil ki har cheez bhula deti hai
Kashish dil ki har cheez bhula deti hai,
Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai,
Sapno ki duniya jarur rakhna dost,
Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai.

In hasti aakho ko rula gaya koi
Phir chupke se yaad aa gaya koi,
In hasti aakho ko rula gaya koi,
Kaise shukriya aada karu uska,
Es nachis ko pyar karna sikha gaya koi………….

Har kisi ki ek jaisi taqdir nahi hoti
Har ayne ki kismat main tasvir nahi hoti,
Har kisi ki ek jaisi taqdir nahi hoti,
Aur bhi hai hum jaise badnasib duniya mein,
Jinke hatho mein mohabbat ki lakir nahi hoti!!!

Rulakar chale gaye
Sapno ki tarah aa kar chale gaye
Apno ko bhula kar chale gaye
Kis baat ki saza di aap ne humein
Pehle hasaya phir rulakar chale gaye

Bina kafan ke jala deti hain
Mat karo in hasino se pyar, ye mitti mein mila deti hain,
Ye itni bedard hoti hain ke bina kafan ke jala deti hain

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home