Tuesday, December 20, 2011

Dil K Qareeb Aa K Jab Wo Door Ho Gaye,
Sare Haseen Khawb Mere Choor Ho Gaye.
Humne Wafa Nibhai To Badnamiyan Mili,
Jo Log Bewafa The Wo Mashhor Ho Gaye.


Ki hai maine bas mohobat iss duniya main,
Meri iss khata ki tu mujhe, khoob saza de..

Duniya chahe lavzon se ghayal kar de, dil mera,
Ek ilteja hai sanam, bas tu na mujhe, bad’dua de..


Hk Chauhan
To be happy with a man,you must
understand him a lot and love him
a little...
To be happy with a woman,you
must love her a lot even if you
don't understand her at all!!


Rulane wale to bht mile..
Aansu pochne wala na mila....
Mere dil ko thi jis ki tamanna
Wo chahane wala na mila....
Yon to duniya girne walon ko
... ... uthane ki baat karti hai...
Jab mein giri to
uthane wala na mila...
Kehty hai ye
PYAR KA JAHAN,
PYAR KI DUNYA HAI...
Jab me ne pyar kiya to nibhane
wala na mila....

किसी ने कहा कि यह याद रखिए कि आपका बोला गया हर शब्‍द एक बीज की तरह है और वह उगेगा अवश्‍य

Dilon mein tum apni
Betaabiyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum...
Nazar mein khwabon ki
Bijliyan leke chal rahe ho
... Toh zinda ho tum...
Hawa ke jhokon ke jaise
Aazad rehno sikho
Tum ek dariya ke jaise
Lehron mein behna sikho
Har ek lamhe se tum milo
Khole apni bhaayein
Har ek pal ek naya samha
Dekhen yeh nigahaein
Jo apni aankhon mein
Hairaniyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum...
Dilon mein tum apni
Betaabiyan leke chal rahe ho
Toh zinda ho tum...

-Zindagi Na Milegi Dobara!

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home